Google Adsense Kya Or Kaise Work Karta Hai ?

  Jab hum koi website pe visit karte hai, tab humko ads dikhte hai, vo ads se website ke owner Ko kya or Kaise fayda hota hai, kya apne ye kabhi socha hai. Agar nhi, to hum apko iske bare me puri jankari dene ja rahe hai. Sirf itna hi nhi aap bhi iska fayda lekar online paise earn kar skate ho.







   Site pe bohat terah ke advertisement apko mill jaynge , Lekin aaj hum google adsense ke bare me baat karne ja rahe hai. Jo ki google ka advertising tool hai.



  Google Adsense advertisement network hai, jo online ads publish karta hai, or website owner's/Blogger apne blog pe jab Adsense ke ads lagate hai, tab per ads click pe google adsense publisher Ko paise deta hai.






    Adsense online advertising ke liye safe & best option kaha ja sakta hai , kyoki ye network google trusted tool hai. Agar apki bhi koi website ya blog hai, jispe good traffic hai, to aap bhi adsense Ko apne blog ke liye upyog kar ke Unlimited income kar sakte ho, Lekin ye sab ke liye apke paas bohat traffic hona bhi chaiye. Apki website par jitna jayda traffic hoga, utni hi apki income adhik hogi. Agar apko bhi free blog banakar online ghar-bethe paise kamane hai, to yaha click kre


 Adsense Kaise Work Karta Hai ?


Actually adsense humko paise nhi deta hai, Jab koi company online advertising ke liye adsense ko kaam deti hai, tab vo ads publisher ki website pe show hote hai. Jab site pe visitors vo ads me apna interest se click karta hai , uske badle Adsense apni kamayi karta hai, jisme se kuch profit Adsense leta hai, or baki ka publisher Ko payment kar deta hai.


     Agar aap bhi online product , Insurance plan, selling, Internet related advertising karna chahta hai to AdWords campaign se connect ho sakte ho.



   Adsense Ke alawa or bhi Adsense alternative advertising company hai, jo ye kaam Karti hai. 



Adsense Per Click Pe Kitne Rupay Deta Hai ?






   Adsense par jab koi visitor ads pe click karta hai, tab Adsense minimum 4₹-1000₹ tak deta hai, jabki ye koi fix nhi hota hai. Users jab koi ads me interested hota hai tabhi vo uspe click karta hai. Normally Adsense ek click se India me 4₹ pay karta hai, Lekin Agar humari website pe foreign traffic hai, to humari per click 10$-100$ income ho Sakti hai.


   Jab apke adsense account me minimum 100$ (6700₹) ho jaye hai , to aap adsense payment Ko bank transfer, check, PayPal se through le sakte ho.


    Dosto Adsense se paisa earn karne Wale ki koi kami nhi hai, Mene apko Top Indian Rich Blogger me ye jankari de Chuka hu.


  Internet Ke jamane me Agar apko bhi online income karni hai, to blogging start kar de, Kuch month me hi aap acchi income kar sakte ho. Apko koi jayda knowledge ki bhi jarurat nhi hai.





Read - Blogger Me Quality Post Kaise Likhte Hai ?


     Blogging,Youtube,Photo Selling,Affiliates Marketing,Freelancing,Paid Survey,Data entry Ye online paisa kamane ke liye best tools mane jate hai, Agar apko bhi online income me interest hai, to humko comment se apna Suggestion jarur btaye, hum apki help karne ki Puri kosis karenge..



   Aage ki post Ko apne e-mail id se prapt karne ke liye blog Ko subscribe karna na bhule...or blog Ko share jarur kre.



    

No comments:

Powered by Blogger.