FreeCharge Se Free Recharge Kaise Karte Hai ? ( 100℅ Discount )
Mobile se recharge karna ab bohat easy ho Chuka hai. Ab apko dth-data card-electric bill-mobile recharge-hotel booking-gas bil-irctc ticket-bus booking ke liye line me lagne ki jarurat nhi hai.
Agar apne kabhi online recharge nhi Kiya hai , to ye post apke liye hi hai. Yaha apko me FreeCharge se Kaise free recharge kar sakte hai ,vo jankari bhi Dene ja raha hu. Actually jab se demonization cash ki problem hone se logo me paytm-Freecharge ki demand bad si gayi hai.
Agar aap first time FreeCharge Ko use karne ja rahe ho, to apko first recharge pe 100℅ cash back milta hai Iske liye apko PromoCode ki jarurat Hoti hai. Vo sab Kaise karna hai , me apko step by step btane ja raha hu.
PromoCode ; DEC75
How To Get 100℅ Cash Back On Free
Charge ?
#1 Download FreeCharge App From Playstore....
#2 App Ko download karne ke baad Open Kar ke Sign Up karna hai.
How Sign Up On FreeCharge ?
1) Your Name
2) Mobile Number
3) Email Address
4) Any Password
& hit sign up
FreeCharge account banane ke baad apko wallet me rupay add karne ke liye Debit /Credit card/net banking koi ek hona chaiye.
#3 Wallet me money add karne ke freeCharge menu me top left pe click kare ,
Ab apko jitni amount apne bank se freecharge walle me transfer karni hai, vo Likhe.
#4 Iske baad apko option show honge jisme Debit /credit card, Netbanking etc...
Mere hisaab se Debit card easy rehta hai to hum iska hi use karenge.
Debit card Me apko kya fillup karna hoga ?
1) Debit Card Number
2) Vaild date of card
3) Cvv Number (3 digit)
4) Otp Pin
Ye sab jankari Ko fillup karte time ye baat ka Dhyan rakhe ki mobile Ko refresh/poor connection me use nhi kare.
#5 Wallet me money add hone ke Baad apko mobile recharge ke option pe Jana hai. Vaha apko apka mobile number & operator name fill karne ke baad PromoCode Ka Use karna hai.
#6 PromoCode me DEC75 Likhe , Ab recharge kar de.
Apka recharge ho jayega , or Kuch time baad recharge cash back apke freecharge Wallet me vapis mill jayega.
Kya apko humari post pasand ayi ? Agar ha to isko share jarur karna.......
No comments: