Be Aware - Google Fake News Websites Ko Adservice Se Banned Karne Wala Hai


Website pe fake news dene wale savdhan ho jaye, kyoki Google jald hi vo websites ad service se banned kar dega Jo Online platform me traffic increase karne ke liye Bloggers fake news dalte hai. Google ne statement diya hai ki , Jo publisher / Bloggers misinformation,misspresention, fake content post karte hai unki ad service ko banned kar diya jayega.




Banned fake news







         Sirf itna hi nhi Facebook bhi fake news activity ka banned karne wala hai, kyoki Iske karan users experience pe effect padta hai.

Why Facebook & Google Banned Fake News Activities ?






Google and Facebook ka ye decision Lene Ke piche ka important reason , ye tha ki kuch time phele USA me hue election me Donald Trump ki victory me piche Fake News jemeddar hai.

      Sirf yahi nhi , ab google fake news websites ko search engine se bhi banned kar dega.




  Agar ap bhi Blogger hai ya Adsense publisher hai ,to alert ho jaye kyoki Google apke blog ko search engine se grand Ke sath apke Adsense account ko bhi humesa Ke liye banned kar sakta hai.


Why People Share Fake News On Internet ?


Log fake news share karne ki piche apna benefit dekthe hai , chaliye jante hai ki log kyu esa karte hai ?




• Publisher Jada Earning Ke liye fake news ka Sahara lete hai , unke liye ye earning Boost Karne ka tarike hota hai.

• Political leaders ka Jeet dilane Ke liye & prestige bdane Ke liye...

• Website pe traffic ko badane liye fake news share ki jati hai

Dosto ye apke sath nhi hota hi hoga, apko koi information Google se chaiye to apko 10 Website mese koi Ek genuine site se right Jankari mill pati hai.

Aapne bhi wrong information ko YouTube ya blog me publish kiya hai ,to jaldi hi usko hta dijiye.

Agar apke paas koi suggestion hai comment me jarur btaye.

No comments:

Powered by Blogger.