Blogger Pe Seo Friendly Meta tag Kaise Add Karte Hai ?

Blog me seo friendly meta tag traffic generate karne me help karti hai. Agar Apne abhi tak Blogger me meta tag nhi Lgaye hai , to ye post me apko meta tags kya hai or blog pe Kaise Lgate hai ? Ye sab btane ja raha hu. So apko ye post dhyan se read karne ki jarurat hai.

Seo mera tags











      Muje first time ye sab Ke bare me nhi pta tha, lekin jab mene ye sab Ke bare me Jana or usko blog pe apply kiya tab iska importance malum hua. Mostly new Blogger ko seo Ke bare me information nhi hone se unka blog search engine me nhi mill pata hai. Meta tag Ka use karne se muje 80℅ traffic Google Search Engine se Milne lga.

Meta tags hai kya or blog me isko kyu lagate hai ?

     Dosto meta tags lgane se google pe apke blog ki search engine availability badh jati hai , jisse search engine apke keywords Ke hisaab se post ko analysis kar sakta hai.

    Or meta tags blog ko seo friendly bana deta hai , jiske karan organic traffic milta hai. Short me kahu to search apke blog ki category ko dectect karke users ko better experience Dene me help karta hai. Jiska benefit publisher yani humko hi milta hai.

Meta tags add karne ke liye ye step follow kre -




Step -1)
   
       Blogger dashboard me Search preferences pe jaye.





Description me Apne blog ki short (5oo words) me jankari likh kar save kare





Step-2)

</H1>Seo Friendly Meta Tags Ko Blogger Html Me Kaise Add Kare ?</H1>
    

        Meta tag ko Blogger me add karne ke liye ye code ko copy kare.


*<meta content='Yaha Apke Blog Ki Short Me Jankari likho' name='description'/>
<meta content='Blog Se Jude Keywords likhe' name='keywords'/>
<meta content='Apka Naam Likho' name='author'/>*
     
Note -

• Ye code me * ko remove karna hai
• Keywords Ke Bich Me comma use kre





Seo friendly meta tag ko copy karne ke baad apko Blogger dashboard me Template pe click karna hai.



Edit html me ye code find kare


<b:include data=’blog’ name=’all-head-content’/>






Ye html code Ke niche upper wala code  (step-1) paste karna hai.

Finally Save Template...

Humne meta tag ko blog me add kar Liya hai, lekin blog ko full seo friendly bnane Ke liye ye step bhi follow kare.


So dear , I hope apko html meta tags ko Blogger me add karna agya hoga.

Agar post me kuch samaj nhi aya ho , to muje comment me puch sakte ho, me apki Puri help karne ki kosis karunga

           Agar post useful ho to Share jarur karna , or new post ki jankari ki liye Facebook page / Subscribe kare..

Happy Blogging

2 comments:

  1. Mere blog me me ne Jo photo upload ki he go download nahi horahi he sirf open hi hoti he to kya uska option lagsa dalna hotahe?

    ReplyDelete
  2. Aapne whatsapp share button kaise add kiya hai , please mujhe btao

    ReplyDelete

Powered by Blogger.