iPhone/Smartphone Ko Fast Charging Kaise Karte Hai ?

Kya aap Apne mobile ki short battery life se paresan hai ya apke mobile ka Charging jaldi utter jata hai ? To ye situation me apke phone ko fast charge kaise kare , iska solution btane ja raha hu , apko pasand aye to post ko share jarur kare.












   iPhone ko fast charge karne ki koi secret method nhi hai, lekin iski tricks apke mobile me hi chipi Hui hai, Jo apko Janne ki jarurat hai ,to chaliye jante hai.



Ye methods ko follow karke aap less time me mobile charge kar sakte hai.

1) Switch Off Your Mobile -


Agar fast charge karna hai to Phone ko charge karte time turn-off kar de, Jisse charging hote time battery pe kam pressure rahega. Lekin Agar ap phone ko switch off nhi karna chahta ho ,to iPhone ko Airplane Mode pe rakh sakte ho.

    Jab mobile charge ho raha ho , to mobile ko use mat kare. Mobile screen lock rakhe.

Sefty Tips - Low Charging hone pe kabhi call receive nhi kare, kyoki iska effect humari health pe hota hai.





2) Don't Use Usb Charger -


iPhone ko Usb cable Charger se kabhi bhi charge Na kre , humesa outlet charger ka use kare.
     Apple company advice deti hai , ki
     
          "For quickset charge" is to 'Connect the device to a power outlet using the USB cable that came with the device"


3) Keep Your Cell Cool -


Mobile ko Charging karte time cool jagah pe rakho, Jo Mobile ko over hitting nhi hone deta hai. Over hitting se mobile destroy ho sakta hai or sath me apko bhi nuksaan pahucha sakta hai.






4) Boost Your USB Charger -


Apke paas Usb cable charge Ke sivay koi option nhi hai , to ap uski speed ko increase kar sakte ho.

iPhone me jab Usb se charge ho raha ho , tab baki sabhi output Disconnect karelo. Jaise ki earphones etc...

5) Maintenance Of Mobile Battery -


iPhone ya koi bhi Mobile Ki battery ko week me Ek baar 100℅ charge karke full use karke charge kare , jisse apki battery long time tak chalegi..
       

No comments:

Powered by Blogger.