Reliance Jio Sim Calling Solution For LTE 4G Mobile
Reliance jio sim ki Internet Speed ko Kaise Badaye vo Mene apni pichli post me apko btaya , lekin LTE 4g smartphone se reliance jio me call drop ki problem ka solution Kaise kare ?
Jio Sim me mobile se call nhi lagta ho to ap meri ye trick se unlimited calling kar sakte ho.
Or Agar apke paas jio sim nhi hai to , sim Lene Ke liye yaha click kre..
Dosto reliance jio ki launching Ke vakt btaya gya tha ki , humko free internet,calling,sms service available hogi, lekin her ek free policy ki koi na koi limitation hoti hi hai. Chaliye apka jayda time Na lekar main topic pe ata hu.
Must Read- Free Unlimited Internet Trick (100℅ Working)
Jio Sim se apke phone me free internet to chal raha hoga , lekin call & sms nhi lag rahe hoge , Iske piche ki main problem kya hai usko me apko btane ja raha hu.
Reliance Jio 4G sim ko aap Jo mobile me use kar rahe ho, usko ap check kar le ki , kya vo koi LTE smartphone to nhi hai.
Actually 4G Mobile 2 Types Ke Hote Hai
1) VO LTE
2) LTE
Jio Ke sim Jo abhi LYF Ke mobile me mil rahe hai ve phone VOLTE hai. Issliye usme yadi calling karni ho to ,apko direct dial pad se kar sakte ho
LTE phone me hum direct number dial karke call nhi kar sakte hai, issliye mostly jio users ko Calling ki problem ko face karna pad raha hai.
Iska solution hai Jio 4G Voice app. Ye apko reliance jio sim kharidte time install karwayi hogi, Usi me hogi. Agar apne ye app uninstall kar di hai , to ap playstore se download kar sakte ho.
Ye app ko open karke , ap registration kare. Iske baad app me all contacts list open hogi.
Dial pad ka bhi option hoga. Vaha se ap free calling kar sakte ho. Sirf itna hi nhi text message bhi kar sakte ho.
App ko use karne ke liye 4G mobile data ko on rakhe
Dosto apko Reliance Jio se related koi or problem aarahi hai , to comment jarur kre

Reliance Jio 4G Calling Solution -

Ab iska solution kya hai ?
Iska solution hai Jio 4G Voice app. Ye apko reliance jio sim kharidte time install karwayi hogi, Usi me hogi. Agar apne ye app uninstall kar di hai , to ap playstore se download kar sakte ho.
How To Use Reliance 4G Voice ?
Ye app ko open karke , ap registration kare. Iske baad app me all contacts list open hogi.
Dial pad ka bhi option hoga. Vaha se ap free calling kar sakte ho. Sirf itna hi nhi text message bhi kar sakte ho.
App ko use karne ke liye 4G mobile data ko on rakhe
Dosto apko Reliance Jio se related koi or problem aarahi hai , to comment jarur kre
Bluetooth se coll nhi hone pa rha hai plz sulusulu bataye
ReplyDelete