Android Mobile Ki Best Shortcut Tricks Jo Apko Pta Honi Chaiye !

Android mobile logo ki life ka ek hissa ban gya hai , Esi situation me apko Android ki short trick mill jaye to kitna accha ho. Me kisi ek smartphone ki baat nhi kar raha hu, apke cell me kitne hi vo functions hoge ,jinka ap use kare to mobile experience ko or bhi better kar sakte ho.









  
  Android users ke questions ko lekar ye post bnayi gyi hai , Jo apke liye kaafi helpful hogi. Android related secret tips ko janane Ke liye apko ye article jarur padna chaiye.





Android Secret & Best Tips : -





1) IMEI Number

Dosto Agar apko Apne smartphone ka IMEI number pta karna hai , to mobile ko open kare ki koi jarurat nhi hai. Apko sirf *#06# number dial karte hi Apne phone pe Imei number mill jayega..

2) Screen Shot 

Mobile me screen shots Lene ka option bohat se Android me nhi milta hai. Agar apka phone bhi vesa hi hai ,to Apne mobile me Screen Shot lene Ke liye Main Key + Lock Key ko ek sath press karke, aap easily screen shots picture le sakte ho.

3) Set Internet Data limit 

Apka internet pack khatm hone wala hai , or ese me apka balance deducte Na ho jaye..Iske liye ye options Ke help se ap data limit ko set kar sakte ho.





Data limit set karne ke liye settings open karke data usage/mobile data me jakar ap data limit ko set kar skate ho.

See Example

4) Unblock Pattern Lock 






Pattern Unblock karne ke ek best option hai, forget pin! 
Bohat baar hum apna Pattern bhul jate hai tab Hume mobile shop pe jakar Unlock karwana padta hai , jisme humara all data delete ho jata hai. Iske liye jab ap Pattern Lock kare to forget pin set kare. Jisse ap Pattern bhul jaye to pin se mobile Unlock kar sakte hai. Ye feature mostly Samsung device me available hota hai.





5) Format Short Key -

Apko mobile former karne me koi problem ho rahi hai ,to ap direct dial pad se phone ko former kar sakte ho. Direct former Ke liye mobile se *2767*3855#  dial karte hi Mobile automatically former ho jayega.

*Note* - Ye code mobile Ke sab data ( contact,memory,setting) ko detete kar dega

Friends apko mobile related help chaiye to comment jarur kre....

Search keywords- Android magic trick in hindi,bloghelp0 !





No comments:

Powered by Blogger.