Reliance Jio ki dhmakedaar launching ke baad kuch Jio 4G users ko speed ko lekar problem ka samana karna pad raha hai ,well internet problem ka silshela to chalta rahega. Agar apka reliance jio 4G speed nhi de raha to aap thodi si settings karke problem ko solve kar sakte hai.
Internet Ki acchi speed na dene ki ek vajah apki phone setting ho sakti hai to ahiye check karte hai, ki apki internet jio setting correct hai ya nhi.
Method : - 1
Goto mobile setting and select mobile network ,ab Access point ko select karna hai Yaha apko Jio 4G dikhega jisme koi changing nhi karna hai
Upper apko Add Select karna hai.
Ab apko niche wali setting ko follow karna hai
Name - Jio 4G
APN - jionet
APN Type - Default
Proxy - Not Set
Proxy - Not Set
Username - Not Set
Password - Not Set
Server - www.google.com
MMSC - Not Set
MMS Proxy - Not Set
MMS Port - Not Set
MCC - 405
MNC - 857, 863, 874
Authentication Type -Not Set
APN Protocol - IPv4 , IPv6
Method : - 2
Agar apke smartphone me cordcoure processer hai , to ap mobile se *#*#4636#*#* Dial kro.
Ab Jo screen open hogi vaha Information 1 ko select karna hai.
New page me apko TD-SCDMA, GSM/WCDMA & LTE Select kar de.
Apki jio speed dhere there increase ho jaygi...
Method :- 3
Aap google playstore se MTK Engineering Mode App ko download kar le. Ye internet speed booster app hai.
Ab app ko open karke MTK settings me jakar bend mode ko select kre
Agar apko phone dual sim wala hai to jio wale sim ko select karke , scroll down karne per LTE Mode likha dikhega, vaha sirf Band 40 ke alawa sabi ko uncheck kar de , And finally set pe click kardo.
Simple Terms & Conditions Of Jio -
Reliance Jio ke launching se khafi logo ne jio sim ko pasand kiya lekin dunia me koi bi chiz free nhi hoti, apko acchi chiz kharidni hai to Paise kharch karne hi paste hai, ye sab apko reliance jio ki terms Matlab ki shrte padhne se pta lag hi jayega.
1) Company Ke Anusaar raat me unlimited data milega, lekin vo 2AM se 5AM tak hi milega.
2) Video Calling karne apko diye hue data mese hi hogi.
3) New Users ₹19 ,₹129 ,₹299 wale plan se recharge nhi kara sakte.
4) Ek din me 4Gb se jayda data use karne per jio ki speed 128kbps ho jaygi, joki 2G internet speed ke baraber hai.
5) Free message me ap 100 se jayda SMS nhi bhej payege.
6) Jionet Hotspot ki koi jankari available nhi hai
7) Ye Terms & Condition 1 January 2017 se lagu hogi.
Ye sub bato ko dhyan me lene per ek baat saaf hai ki jio ki free service market ko cover karne me lgi hai
Dosto apka jio ko lekar koi sawal hai, to jarur puche, hum apki help karne ki puri kosis karenge
Search Keywords - Free Reliance jio internet speed boost kaise kare, free net kaise chalaye, fast jio internet tricks, jio plans, terms of reliance jio
Thank you sir.
ReplyDeleteYour Welcome Nitesh
ReplyDeleteKeep Visiting on @bloghelp0
mera data 4 gb cross ho chuka hai... Iska koi solution nahi hai kya jo fir se wese hi speed de sake...
ReplyDeleteSpeed ka usage se koi relation nhi hai...
ReplyDeleteMera jio 10gb se jayda usage ho Chuka hai ,lekin 4g ki speed pe koi effect nhi hua..
Internet speed mobile device setting Ke karan bhi low ho sakti hai....
bhai mere ps LYF FLAME 7S mobile h,,,,jisme jio bhut slow chl RHA h. ,koi uoay batao jisse tej chle , , of ha, MaineAPN download karke check kiya or acces point bhi chenge kiya. ,but it not work ,help me. 8858080420 ,,my whatsapp
ReplyDelete2 we 5 unlimited data Abhi Bhi milta h Kya sir
ReplyDelete