Sirf 5 Minutes Me Google Per Free Website Blog Kaise Bnaye?- Hindimehelp

To aaj hum janege ki google per khudki bina kisi kharch ke website/blog kaise bnaya jata hai. Aap bina kisi IT knowledge ke apni website bana sakte ho or ye ekdum asaan hai, apko is post ko dhyan se padhna hai.

Ye bhi pdhe: Facebook per free likes kaise badhaye?

Google per website bnane ke liye apko ek bhi paisa kharch nhi karna hai. Blogger google ka ek esa platform hai jaha free me apni website bnayi ja sakti hai. Vese to blogger jaise or bhi platform hai, lekin ye google ke dwara diya gya free of cost platform hone ke sath ekdum safe bhi hai.





Google per free website kaise bnaye?


Website/blog bnane ke liye apko sirf ek gmail account ki jarurat hogi, iske alawa apke yadi computer ya laptop hai to acchi baat hai varna aap mobile ki help se website bana sakte ho.

Ye bhi pdhe: Blogger ki post ko copy paste hone se kaise bachaye?

Blogger Kya hai?
Google ne blogger.com ko isliye free rakha hai taki yaha per koi bhi insaan bina kisi kharch ke khud ka blog bna sake, sirf itna hi nhi balki apki bnayi hui website/blog google me show bhi hogi.





Free Site Bnane ke liye kya-kya chahiye:
1) Internet
2) Smartphone ya lapptop
3) Gmail

yadi itni chize apke paas hai to aap aaj hi apni personal blog bna sakte hai. Apko blogger.com ki website per jana hai or vaha Create blog per click karna hai jiske baad apko vaha sari information, blog ka naam, theme ye sab select karna hai or apka blog ban jayega. Yadi apko free blog bnani ki process janani hai to yaha click kare

Ye bhi pdhe- Blog Post ke liye trending topic kaise dhundhe?

No comments:

Powered by Blogger.