Instagram per ek din me 1000+ followers kaise badhaye sirf 5 minutes me? (101% Working trick)

Namskar Dosto, Aaj ki is post me apko btane wala hu ki kis trah se aap sirf 5 minutes me 1000 se bhi jada followers badha sakte hai. apko bata de ki yah tarika mene khud instagram followers badhane ke liye ajmaya tha or ye bahut hi saral tarika hai followers increase karne ka. Social media per photo share karne ka sabse bada platform instagram ban chuka hai to chaliye jante hai ki kis tarah se instagram per follower gain kiye jaa sakte hai.

Instagram per jaldi se followers bdhane hai to apko koi esa jugaad karna hoga jo jaldi se apka kaam kar de or esa ek tarika hai application jisse aap ek din me 1000 followers badha sakte ho, lekin isse phele apko yah post dhayn se samjni jaruri hai varna apka nuskan bhi ho skta hai.

Ye bhi pdhe:Facebook per free me likes kaise badhaye?

Darasal internet per kai sari apps hai jo apko ek din me hazaro followers badha kar deti hai lekin jab aap un application ka upyog karo to kuch bato ka jarur dhyan rakhna chahiye kyoki yah apke insta account ki sefty ke liye jarur hai.

Aaj me apko ek esi app ke bare me btane jaa raha hu ek din me 1000 se jada followers sirf 5 minutes me de deti hai lekin iske istemal se pehele ye baate jarur pdhe.

  1. Is application se instagram per followers jarur badhte hai, lekin yaha apko real insta account se login nhi karna hai. (matalab yah nhi ki ye apke data ka galat upyog karti hai lekin fir bhi sefty ke liye fake instagram account se hi iska upyog kare.)
  2. Iska jada upyog karne se yah kaam karna band kar skta hai.
  3. Isme ek baar followers bdhane ke baad apko dusri baar followers badhne ke liye app ko chalu rakhna padega tabhi ye kaam karegi.

Ye bhi padhe: Instagram Per 100000+ Likes or Followers Kaise Badhaye?

Is app ka naam hai Famestar jo playstore per apko shayd nhi milegi kyoki ye thoda galat tarika hai ya shayd iske develpoer ne isko playstore nhi rkha hai.





Famestar app ko yaha se download kar sakte hai . Download karne ke baad apko instagram account se login karna hai or jis account me followers increase karne hai uska username dena hai or iske baad yah automatic kaam karna shuru kar dega, lekin dhyan rhe ki apko is app ko chalu rkhna hai.

(Note: Jab mene is application ka istemal kiya tab yah kaafi acche se kam kar rahi thi, lekin ho skta hai ki bhavishy me isme kuch dikkat aaye)

4 comments:

Powered by Blogger.