Mobile Se Offline Blogger Template Edit Kaise Kare Complete Solution !
Hello friends✋..mobile blogger ko template edit karne me Jada dikkat ka samna karna padta hai, yaha tak ki bohat se mobile blogger Is baat ko muskil samjte hai.Facebook per rohit ne mujse ye sawal pucha tha jiska jawab me ye post me de raha hu, Aaj me apko blogger template edit kaise kare ye btane ja raha hu.
Jab hum mobile me blogger.com ko open karte hai or template edit karte time bohat se mobile hang ya kam ram (random access memory) ki vajah se nhi chalte hai lekin iska ek dusra solution bi ho Sakta hai ,kya aap ne iske baare me socha hai. OK koi baat nhi me bta deta hu apko !
Quick edit -
Quick edit ye ek android application hai Jo ki playstore pe asani se available hai ye app ek tarha ki text edit app hai. Quick edit se XML,HTML ko bi edit kar sakte hai. Ye bohat popular app hone ke sath working bi hai agar ap chahe to playstore review dekh sakte hai
Quick edit se blogger template kaise edit kare ?
1) Quick edit app ko install kar open kare
2) Ab Jo template/file edit karni ho usko select karde
3) Itna karte hi ko puri text file app me open ho jaygi apko sirf jaha edit karna hai vo kar sakte ho
Fayde ki baat ye hai ki ye app (10000 line ) support karta hai matlab big text file ko bhi edit kiya ja Santa hai
Editing ko or bhi easy karne ke liye ye app me search ka option bhi hai jisme ap asani se Jo line edit karni hai ya uski jagah Jo word rewrite karna hai bo search kar sakte ho
1) Apko template me jo word search karna hai vo type kre
2) Search pe hit karte hi apko vo word mil jayga jisse ap asani se template editing kar sakoge.
Template credit link ko kaise remove kare ?
Template Ki credit link ko htane ke liye jo apko credit link blog open karne pe dekh rahi ho vo search kro or fir usko remove kar apne hisab se link set kar sakte ho.
Jab apki template puri ready ho jaye to use save kar blogger pe upload kardo...
Last word - apko mera ye solution me kuch samaj nhi aye to comment kare apki help karne ki puri kosis karuga
👉 Share karna na bhule
Thanks👍 for support
Search keywords- mobile blogging tips,template editing,handle,facebook widget,SEO tricks,traffic kaise,mobile se online blogging kare,WordPress looking blog,paisa kaise kamaye.
Bhai aapke blog par daily kitna traffic aata hai.
ReplyDeletenice article bhai
ReplyDelete