Mobile Se Blog Ko Kaise Handle Kar Paise Kamaye !

Mobile Blogging On Blogger Platform-






Hello dosto Jesa ki ap sab jante hai ki blogger platform google ka free tool hai.Rohit naam ke kisi Facebook friend ne muje ye sawal pucha tha ki kya blog ko mobile se chalaya ja sakta hai? Mera jawab tha Haa.Bohat se blogger jinke pass pc/laptop nhi hai ve mobile se blogger ko handle kar rahe hai.Aaj me apko mobile se blogger per blogging kaise kare ? Iske related important jankari dene ja raha hu jo mobile blogger ki help karegi.

#About My Blog -

Mene Iss blog ki suraat sep 2015 me ki thi.Jab mene bloging ke baare me internet per jana tab mene bi blogger pe free blog bna liya.Is blog ko mene mobile se banaya tha. To ager ap ye soch rahe hai ki mobile se blog ko chalana muskil hai to ap bilkul galat hai me apne personal experience se ye baat kar raha hu.age me apko ese tools bi btauga jo apko blogging karne me help karege.chalye main topic per ata hu.After 5-months mere blog ka adsense approve ho gya tab muje blogging ke bare me jayda jankari nhi thi.ager ap bhi meri terah mobile se blogging kar rahe ho to mere blog ko follow kare me apko apne personal experience se blogging guide karuga.


Free make blog on blogger


#Basic Tricks For Mobile Blogging



(1) Blogger Ko Handle Karne Konsa Browser Use Kre?


Mobile se blogging karne ke liye best browser hona chaiye jo acche se page load kar sake.iske liye me apko Crome, Firefox recommend karuga, jisme hum desktop view ka bhi use kar sakte hai







(2) Blog Pe Content Post Kese Kare?

(A) Blog per koi post karne ke liye hum New Post option ka use karte hai.lekin
(B) Ap ager android mobile use kar rahe hai to BLOGGER app ki help se offline blog posting kar sakte hai

(3) Mobile Se Blog Pe Template Upload Kaise Kre?






Mobile bloggers ko blog template upload karne me bohat si error ka samna karna padta hai jiska solution mene apne purani post Mobile se template kaise upload kare me btaya hai


(4) Blog Ke Liye Photo Download/Editing Kaha Se Kare?

(A) photo download

Adsense policy ke anusaar Blog per copy/duplicate content or photo share karne pe humara Adsense block ho jata hai isliye me apko pixabay.com image website use karne ki advice dunga ye site free me photo provide karte hai, jise hum edit karke blog per use kar sakte hai.

Must Read-Seo Kya hai or iski help se blog ka traffic kaise Increase Kare?

(B) Photo Editor

Me blog ke photo ko edit karne ke liye Android photo editor ka use karta hu like pix say pro, pic art etc.ap koi bi editors se photo edit karke blog per post kar sakte ho.jisse copyright ka koi issue nhi hoga.or humara adsense bi safe rehta hai


(5) AdSense Ads Ko Manage Kaise Kare?

Adsense ads ko manage karna yani apko kaisi ads show karni hai ? Ads ki size kya rakhni hai? Ye sab ko layout me jakar main blog widget me edit karke change kar sakte hai

16 comments:

  1. Bhai blog ko Google me kaisae sumbit krae
    kya mobile se submit ho jaye ga

    ReplyDelete
  2. Ha..Aap mobile se blog Ko google counsel me submit kar sakte ho.

    ReplyDelete
  3. Sir please mera blog ak baar dekh le ......aur isme kya kamiya hai bataye mera blog hai hindustanmag.blogspot.com

    ReplyDelete
  4. Vinod apko Abhi quality post likhni chaiye.
    Post me puri jankari share Karo , maltlb long content likho.
    Apka template ribbon accha hai usme se faltu widget Ko hta do...
    Baki sab best hai , bus new post share karna Suru kardo...

    ReplyDelete
  5. sir check my blog helpzhindi.blogspot.com plz batao isme kya kamiya h

    ReplyDelete
  6. sir app Apna WhatsApp number dy skte hein kam ek hai apse plz sir

    ReplyDelete
  7. Sir ek baar mera blog dekh lo aur please bata do isme kya kami hai aur kya kya karna hoga.

    ReplyDelete
  8. Sir ek baar mera blog dekh lo aur bata do isme kya kami hai aur kya kya karna hai.
    trustedhindi.blogspot.com

    ReplyDelete
  9. Sir ji mene bi 2mahine pahele blog bnaya hai lekin traffic bahut km aa rhi hai mobile blog hai mera

    ReplyDelete
  10. Sir mene bi blog bnaya hai lekin traffic bahut km aa rhi hai

    ReplyDelete
  11. Mobile me blog ko chalane ke bare me achi jankari di he aap ne

    ReplyDelete
  12. Sir नए ब्लॉगर के लिए बहुत अच्छी जानकारी बता रहे है। sir मेरा ब्लॉग ब्लॉगर पर है मेरा साइट बिना www लगाए नही खुलता,इसका क्या उपाय है?एक बार मेरे ब्लॉग पर जाकर बताइये मुझे क्या करना चाहिए? प्लीज सर्।

    ReplyDelete
  13. Sir kya ek post likh kar do blogs pe upload kar sakte hai plz reply sir

    ReplyDelete

Powered by Blogger.