Android Ke Vo Features Jo Aap Shyed Nhi Jante Honge

Hide Features Of Android Mobile-


Android mobile me sabi features ke bare me bohat kam log jante hai.24 hour's mobile use karne wale bi kuch features se anjaan rehte hai.issliye aaj hum bloghelp0 per is bare me baat karenge.







Features Of Android Mobile-


1) FORCE REBOOT-

Kabi-kabi humara android chalte chalte hang ho jata hai.Esi situation me phone ko reboot karke bahar nikal sakte hai

Kaise Kare Reboot-

phone ko reboot karne ke liye power key+Home key+Volume up button ko ek sath press kare, esa karne pe apka phone instantly reboot ho jayega.Bilkul vaise jaise hum apne pc ko ctrl+altr+del se reboot karte hai.

2) GOOGLE QUICK ACCESS KEY -

Jo ap google ko access karna chahte hai kuch samay ke liye Menu key ko hold karke rakho.esa karne se hum direct google ko access kar sakte hai.






3) SHORTCUT FACTORY RESET -

Ager ap apne phone ko formet karna chahte ho factory reset short key use karke phone reset kar sakte ho.Iske liye apko dialer me **7780** dial karna hai
Full factory reset karne ke liye *2767*3855* dial kare

NOTE- 

Yad Rahe ki factory reset karne pe apke mobile ka SD card or android data delete ho jayga issliye sabi data ko dusre phone me lele.


4) DATA USAGE WARNING SET KARE -





Apke android phone me mobile data pura hone per apko mobile warning dega.iska benefit ye hota hai ki humare mobile ka Main balance Safe rehta hai
Data warning ko set karne ke liye setting> data usage me jaye vaha ek graph hoga jiske upper data limit set karne ka option se set kar sakte ho.

5) FORNT SIZE KO SET KARE-

Mobile me front size ko chota-bda karne ka option her ek android phone me hota hai.
Front size ko set karne Setting> accessibility> front size me jakar manpasand size ko select kar sakte ho.


6) SCREEN-SHOT -

Sreen shot kisi bi third-party ki help bina liya ja sakta hai.lekin her ek phone me alag alag version hota hai.
Screen shot lene ke liye mobile Volume Down Button and Power button ko ek sath press kare.Screen shot apke gallery me automatic save ho jayega

Friends apko mobile tricks kaisi lgi apko mobile se related koi questions ho mujse puche me apki help Karne ki puri kosis karuga

3 comments:

  1. Thanks for helping

    ReplyDelete
  2. sir mujhe apke post vaut ache lge are sir apse kuch help chiye are mere website ko ads nhi ha rhe are please ek bar mere website ko jarur dekhe are jo bii kamiya hai wo mujhe jarur vatye
    https://kuchnewkare.blogspot.in/
    i hope you are see my website

    ReplyDelete
  3. sir trick toh kaam krti h lekin speed nhi aati h sim 3g h aisi trick mene 1 year se use kr rha hu kuch batayie sir

    ReplyDelete

Powered by Blogger.