Amazon Affiliate Se Ghar Bethe ₹15,000 Monthly Kaise Kmaye ?
Credit-pixabay.com |
Dosto Apne Amazon Affiliate market Ka naam sayed Suna hoga. Kya ap jante hai ? Ki Amazon Affiliate marketing se daily hazzaro rupay ki kmayi kar sakte ho. Agar ap bhi Amazon se Jud kar online income karna chahta ho ,to apko ye article dhyan se padhna hoga.
Amazon joki online shopping site hai , vaha daily Lakho log online products kharidte hai. Ab baat karte hai ,ki isme hum Kaise paisa earn kare.
Dosto Amazon Affiliate market me apko koi extra knowledge ki jarurat nhi hoti. Sirf Amazon Affiliate pe apna free account kholna hai. or product ko online sell karna hai. Iske liye Amazon se apko unique link milti hai, Jo buyer apki link se koi product ko kharidte hai tab apko uska minimum 10-12℅ commission milta hai .
Jaise kisi ne apki link se 10,000₹ ka koi product purchase kiye to apko uska 12℅ matlb ki ₹1200 commission Amazon dega,jo sidha apke bank account me transfer ho jata hai.
Ap soch rahe honge ki log apke reference se product kyu purchase Kaise karenge , dosto ese bohat se ideas hai jissse ap customers se connect ho sakte ho or unko product sell kar sakte ho.
Facebook Social Media -
Facebook pe online shopping Ke liye boaht sare group,page mill jayenge. Apko karna sirf itna hai ki vo group me join hokar Amazon ke product ki post dalni hai. customers ko Jo product chaiye usko Amazon se dekh kar guide karna hai.
Website/Blog -
Apki koi Website ya blog hai vaha bhi ap Amazon product Ke bare me Content daal kar logo ki help kar sakte hai.
Free website bnane Ke liye yaha click kre..
Friends & Relative -
Apke friends koi product Amazon se le rahe hai , to ap unko bhi product guide kar sakte hai , usme unka bhi fayda hoga.
Amazon Affiliate me account kholne Ke liye ye step follow kare.
Step -1)
Goto - affiliate-program.amazon.in
Amazon Affiliate me jaise-jaise detail filled up kare. Jab apka account approve ho jaye to apko ek unique link Di jayegi, jis link se apko sell karna hai.
Amazon pe apko product sell karne sell alag-alag Percentage milta hai. Vo product pe depend karta hai.
Amazon Commission List -
Product Category Kindle eBooks Consumer Electronics Mobile Phones* Televisions Gift Cards Clothing Shoes Beauty and Health Books Music, Movies, Video games and Software Cars, Motorbikes and Industrial Products Toys and Baby Products Watches Jewellery (excluding Gold and Silver coins) Gold and Silver coins Home and Kitchen Kitchen Appliances Kindle Devices Luggage and Bags Sports, Fitness and Outdoors Office and Stationery Musical Instruments Gourmet and Specialty Foods Data Storage Devices Major Appliances Symphony, Kenstar, Bajaj, Crompton air coolers Others | Fixed Advertising Rates 10% 4% 3% 4% 2% 12% 12% 10% 10% 6% 10% 10% 10% 10% 0.3% 10% 9% 10% 10% 10% 10% 10% 10% 2% 6% 6% 10% |
Dosto Amazon se alawa aap Flipkart ,Sanpdeal Affiliate program se bhi Jud sakte hai. Apko meri post pasand aye to share jarur kare or update ke liye humara Facebook page ko link kare.
No comments: