Youtube की Video को बिना किसी सॉफ्टवेर की मदद से Download करने का आसान तरीक़ा

Namskar dosto aap sabhi ka swagat hai humare blog me, pichle kai varsho se youtube duniya ka top video sharing social media ban chuka hai. yah baat ek dum sahi hai ki youtube per kai ese video mojud hai jo humare dil ko cho jate hai.kai baar hum unhe download karne ke bare me bhi sochte hai lekin youtube per esa koi button mojud hi nhi hai jisse aap video ko download kar sake.




lekin aaj me apko ek esi trick btane ja raha hu jiski madad se aap bina ki softwere ke youtube video ko sirf kuch hi samay me download kar skte ho, vese to playstore per kai ese application mojud hai jinki madad se youtube video ko asani se download kiya ja skta hai lekin kai baar ese application fraud bhi ho jate hai.

jab aap kisi application se youtube video ko download karte hai to apke mobile me virus aane ka khtra bhi bd skta hai.isliye ese application ko install karne se phele ek baar mobile ki surksha ka jarur dhyan rkhna chahiye.


Youtube ki video ko kaise download kare?

Step-1
aap jis video ko download karna chahte hai, uski link ko copy kar le. jaise 
www.youtube.com/watch?v=z6d5AOBgXbA

Step-2
Ab aapko is link ke andar thoda bdlav karna hoga, jisme youtube ke aage ss ko jodna hoga or is link 
ko browser me kholna hai udaran ke liye www.ssyoutbe.com....

Step-3
Jab aap is link ko open karoge to ek tab open hogi jisme video download ka button diya gya hoga, kuch is trah se
Is trick ke istemal se aap kisi bhi video ko bdi asani se download kar skte ho, yadi apko yah jankari pasnd aaye to niche comment box me apna sujaav dena naa bhule.



No comments:

Powered by Blogger.