Mobile Se Adhar Card Ka Status Kaise Jan Sakte Hai ?





Ye article me apko online Adhar card ka Status mobile se Kaise Pta Kare ? Vo jankari apko Dene ja Raha hu.

          Adhar card aaj ke time me ek important proof ho gya hai , School , college admissions se lga kar government sectors me adhar card ki necessary badti ja rahi hai, mobile phone se adhar card ki jankari nikalna bi asan ho gya hai.






       Apne adhar card ke liye apply Kiya hai, Lekin kya apka adhar card ready ho Chuka hai , ye ap Bina syber cafe me paisa kharch liye Jan Sakte ho.

    Adhar card Status Ko check karne ki two easy method apko bta Raha hu


1) Adhar Website ( http://uidai.gov.in )
2) Adhar App

Uidai ki Website se adhar ka Status check kiya ja sakta hai. Iske liye ye step follow kre

<h1>How To Check Adhar Status ? </h1>


Method#1





Step 1



Ab "check Adhar Status" pe click kre


Adhar card apply karne ke baad apko ek slip Mili hogi , vo slip ki jankari ko yaha enter kre

(1) Enrolments ID Jo apko slip me top left me hoga , vo dale

(2) Date/time slip ke top right me hogi vo likhe.

(3) Security code me upper Jo code hai , vo re-enter kar Check status pe click kre

Method#2

Step 1

Agar upper Wali method se apko koi problem face ho Rahi hai, to aap application ki help se adhaar Status check kar sakte ho.

Simply apko playstore se adhar Status Android app download karni hai.




Step 2





Application ko open karke Enrolments ID - Date & Time - Security Code Entre Karte hi apke Aadhaar ka Status aap pta kar sakte ho.



     tag line - how to check Adhar Status online, mobile se adhaar card Kaise Pta kare,adhar Kaise check kre?

2 comments:

  1. Sir aapki site per kitne visitors aate hain daily aur kitna kama lete ho website se pls bataye

    ReplyDelete

Powered by Blogger.