Life Changing Hindi Best Inspiration Suchivar



Best Motivational Thoughts In Hindi -


#1) kismat se ladne ka alag hi mzza hai, ye muje jitne nhi deti or me har manne wala nhi



#2) Iss sansaar me sabse badi samptti buddhi, sabse acha hathiyar dherya, sabse acchi surksha viswas, sabse badiya dva has I or achary ki baat ki ye sab nisulk hai !




#3) Bda socho, jaldi socho, Aage socho, vicharo per kisi ka adhikaar nhi hai !

#4) Sakh bnane me 20 saal lag jate hai or use gavane me bus panch minuets, agar ap is bare me sochenge to aap chize alag terah se karenge



#5) Us vyakti be amratv prapt kar liya hai Jo kisi sansarik vastu se dukhi nhi hota

#6) Galtiya humesa maaf ki ja sakti hai agar apme use swikarne ka sahas ho

#7) Jaisa Aap sochoge vaise ho jaoge

#8) Jaldi gussa karna jald hi apko murkh sabit kar dega

#9) Shiksa sabse acchi mitra hai,ek shikshit vyakti her jagah samaan pata hai

#10) ye maybe nhi rakhta ki ap dunia me kaise aye , ye maybe rakhta hai ki ap yaha hai

#11) Bahut sare log apke sath sandaar gaadiyo me ghumna chahte hai,per koi esa ho ki gaadi khrab ho jane per apke sath bus me Jane ko teyaar ho

#12) Agar aap sach ko dekhna chahte ho to na sahmati or na hi asahmati me ray dijiye

#13) Insaan ko kathinayi ki avshkta hoti hai ,kyoki safalta ka anand uthane ke liye ye jaruri hai

#14) Agar jivan me kuch pana hai to tarike badlo ,erade nhi


#15) Jo chaha vo mil jana safalta hai , lekin Jo mila usse khus hona prasanta hai

#16) Mahaan charitra ka nirmaan mahaan or ujjwal vicharo se hota hai.

#17) Agar insaan me kuch karne ki iccha ho to dunia me koi asambhav chiz bhi.

#18) Her chunoti me ek avsar chupa hota hai.

#19) Ap Jo karne se darte hai vo kariye, kyoki usi se aap apne der pe vijiay paa sakte ho.

#20) Safal log koi alag kaam bhi karte hai vo sirf kaam ko alag tarike se karte hai.

#21) Jivan me Jada ristey hona jaruri bhi hai , Jo ristey hai unme jivan ho ye jaruri hai.

#22) Keval ek hi vichar ko Apne jivan ka lakshya bnao , or usi ke baare me socho ,safalta apke kadam chumegi.

#23) Jisne kabhi galti nhi ki usne kabhi nya karne ki kosis nahi ki.

#24) Jo vyakti apni soch nhi badal sakta vo kabhi kuch Nhi badal sakta.

#25) Ek accha vyakti Apne karmo se Jana jata hai varna acchi baate to bura vyakti bi kar sakta hai.

#26) Isse phele ki sapne sach ho, apko sapne dekhne honge.

#27) Mahanta kabhi na girne me Nhi ,balki hemesa gir kar uthne me hai.

#28) Jitna kathin sanghrsh hoga ,jit utni hi saandar hogi.




#28) Sab kuch ,kuch Nhi se suru hua tha.

#29) Acche kaam karte rahiye, chahe dunia tarif kare ya na kare , Adhi dunia soti rehti hai ,fir bi SURAJ ug jata hai.

#30)  Agar Jindagi me safal hona hai to dhery rakhe.

#31) Humare paas paiso ki kami Nhi hoti ,kami hai sirf Sapna dekhne walk ki.





#32) Apne se Chote logo ki help kro, kyoki jab be bde honge to dunia badal denge.

#33) Bina internet ke Jekma or Alibaba Nhi hota.

#34) Kabhi Bhi kimat Nhi balki service ke liye competition kare

#35) Agar ap har Nhi mante ,to apke paas ek PR mouka hai.

#36) Jaha per sikayt hoti hai vahi per mouke bhi hote hai.

#37)  ye soch hai ki ek insaan kya kar sakta hai lekin , Suraj puri dunia ko chmkata hai.

#38) Insaan ki terah bolna na aye to, Janver ki terah chup rehna better hai.

#39) Sarm ki amiri se Izzat ki garibi acchi hai.

#40) Kosis karna na chode kyoki guche ki akhiri chabi bhi darwza khol deti hai

No comments:

Powered by Blogger.