India Me Internet Se Online Paisa Kmane Ke Best 5 Tarike !

Ghar-Bethe Online Paisa Kaise Kmaye?
















Yaha Me Apko top website ke bare me jankari dene ja raha hu Jo ghar Bethe online earning kra sakti hai.
Or apko achhi khasi income kara sakti hai.
Bohat se log laptop/PC pe work karke itna paisa kma rahe hai Jo ki ek ca,engineer,doctor ki salary ke baraber hai.chaliye Jante hai unki bare me

Must Read-Mobile Se Free Me Unlimited Internet Kaise Chalaye ?






1) Income From Facebook-






Jaisa ki hum sab Jante hai ki social media logo ke life ka part ban gya hai social media per all over world me se 70% Se jayda user hai or ye daily increase hota ja raha hai
Ab baat karte hai income ki.Facebook per se hum kaise income kar sakte hai.Internet depend on advertisement or fb ek best social network hai income karne ke liye!
Agar apka koi Facebook page hai jisper 1 lacks se likes hai to ap vaha other company ke ads,post ko share kar acchi khasi income kar sakte hai .
Mere pass bohat se example hai Jo ki Sandesh,Patrika,Danik Bhasker,Amazon,snapdeal company or news paper ki post ko apne page per share karte hai iske badle me promotion company Page Admin ko₹10000-15000 Paid karti Hai.Agar apne new page ko create kiya hai or usko promote karna hai to ap Facebook me sirf ₹139-600 me page like ko increase kar sakte ho.ye sabse easy tarika hai isme Jada knowledge ki jarurat nhi hai.

Must Read- Adsense Invalid Click Ko Trace Kaise Kare ?

2) Blogging on Internet -









Ap daily internet surfing karte hai jaha se free me apko acchi jankari mil jati hai,lekin Dosto kya ap jante ho ki ap free me khudki website/blog create kar unlimited earning (depends on you) kar sakte ho?
Sabse phele me apko btana chahuga ki blogging kya hai?
Blogging yani apke pas Jo knowledge ya koi jankari hai use Internet pe share kar Paise kmana. Jab log apki useful Jankari Jo apne share ki hai vo read karenge,or ads click karege to apko uske paise milege.
For example-
Apne koi jankari internet per share ki,jisko 1000 logo ne internet pe read kiya jisme se 200 users ne dekhe.
Ab google apko 1 ads pe minimum ₹ 4
Deta hai. Iska matlab [4×200]  ₹800 apki daily income hui.yadi monthly income dekhe to ₹24000 Jitni hui.
Ye Jo mene figure btaye hai vo minimum earning hai apka performance accha hua to ap isse bi jayda income karoge vo sab apke content jankari pe nirbhar karta hai.
Jab apki income ₹6500 ho jayega tab google apke Paise bank account me transfer kar deta hai. India me bohat se blogger hai Jo daily lacko ki earning karte hai Mene iski Jankari bi yaha share ki hai.
Apna blogger account create kaise kare iski Jankari ke liye ye pade.

Blogger Account Kaise Create Kare ?



3) Online Photos Selling -









Kya ap photographer hai ya apke pass photos ke collection hai to ap online photo ko sell kar income earn kar sakte hai. Shutterstock.com , Shutterpoint.com istockphoto.com Jaisi websites apko great opportunity deti hai online photos sell kar paisa kmana me ye websites apko 15% Se 85% tak photo selling commission deti hai,lekin ye sab apke hard work , picture quality per depand karta hai


4) Income From YouTube -










YouTube ka use to ap daily karte honge lekin kya apko jante hai ki YouTube se unlimited kmayi ki ja sakti hai .bus iske liye apko YouTube pe sign up karna hai gmail account ki help se iske baad ap apne account se video ko YouTube per upload kar sakoge ,fir log apki videos ko dekhege tab Jo ad show hogi usse apki income hogi. Apki income videos ke views pe depanded hai ye yaad rahe ki apki videos informative ho jisse Jada log pasand kare apki YouTube earning dollars me hogi or bo baad me ap apne local bank account me prapt kar sakte ho.YouTube se per account create karne ke liye click kare


5) Work From Content Writing  -








Internet per dher sari scammer site fake payment proff dekha kar survey karva kar bhag jati hai ye mera experience lekin agar ap kisi bi topic per informative jankari content likh sakte hai Jo interesting ho logo ko attract kare , Iske liye do best popular website odesk.com elance.com per best post share kar online income kma sakte ho

Iske liye sirf apko apna profile create karna hai itna karte hi apko log content likhne ke liye hire karenge apka share kiya gya content jitna useful hoga itni hi apki earning badegi Harsh agarwal joki shoutmeloud.com ke founder hai unhone blogging ki suruat freelancer se hi ki thi issliye ye ek best opportunity hai online earning karne ke liye

Good luck

Search keywords- online paisa kaise Kmaye,businesses kare,india me,best tarike,partime work,internet,writing job,Facebook,YouTube,top income source,unlimited trick & tips.

No comments:

Powered by Blogger.