SEO Kya Hai Or Blogger Seo Se Kaise Traffic Badta Hai?
Seo word new blogger ke liye anjana hai lekin iski jankari honi jaruri hai kyoki seo is king of content.
Mostly her new blogger blog ki starting blogger.com per karta hai.kyoki ye free Google tool hone ke sath sath hume basic bloging ko samajne me help karta hai.seo yani search engine optimization ki help se blog me traffic ko increase kiya jata hai.
SEO KYA HAI?
Search engine optimization ek tool hai jiski help se google - yahoo me humare blog ki ranking ko badaya ja sakta hai
Or blog ko jaldi se google ke first page me laya ja sakta hai.
Two Type Of Seo-
1) Black Seo-apne blog ko jaldi search engine Me lane ke liye blogger do terah ke seo ka use karte hai black seo means post ke content me 2% se jayda ek word ka use karna dosto ye seo ki eai trick hai jisse blog jaldi search engine me show hota hai.black seo trick ka use talna chaiye kyoki iske karan adsense ki cpc rate kam ho jati hai
2) WhiteSeo-ye seo trick ki help se hum legally Blog ko search engine me optimizing kar sakte hai.kai blogger ki ye problem rehti hai ki unka blog google search engine me nhi araha uska main reason hai seo.
SEO FRIENDLY POST KESE PUBLISH KARE?
Seo friendly post jaldi hi search engine me ati hai or iske liye hum Google webmaster tool ki help leni chaliye ya statcounter.com ki help bi le sakte hai
Dosto sabse phele keyword search kare jo jaydater Google-Yahoo me search hote hai or unko dhyan me rakh kar post publish kare.
Ager hum best keywords ko dhyadhyan me lekar post dalte hai to 100% sure apki post search engine me aygi
GOOGLE ME POST KO JALDI LANE KE TARIKE-
1) Blog post 1500+words me likhne ki kosis kare
2) Seo friendly post honi chaiye
3) keywords ko dhya me lekar posting karo
4) Black seo ka kam use karo
5) google webmaster me apne blog ko submit karo
6) Post likhne ke baad uski meta description add karo
7) Post me minimum ek photo add karo
Dosto Jab ap blog me post likhe tab in 7 baato ko dhyan rakhe or dekhiye kuch hi samay me apki post search engine me aajaygi
No comments: