How To Make Your First Free Blogger Account ? -Hindi
Sabse phale me aapko blog ke baare me jankari dena chahta hu.dosto blog Google ka hi tools hai jis pe aap apni website bna sakte hai.saath hi acchi khasi kamayi bi kar sakte ho
Me aapko btana chahunga ki iske liye aapko ak paisa bi nhi chukana hai ye ak dam free hai.
Ager aapke paas kuch esa hai jo ki aap logo tak share karna chahte hai jese kisi filed me aapko knowledge ya experience se logo ki help, photos, product sell karna hai to ye aapke liye ak accha platform ho sakta hai.
Blog jese hi kaam karta hai or kam samaye me isme kuch jada codeing ki jarurat bi nhi hai.Koi bi ise bna kar apne knowledge se acchi kamaye kar sakta hai.aaye jane kese banaye blog?
Blog blog bnane ke liye aapke paas do chizz honi chaiye.
1) Gmail account
2) Mobile/computer
Gmail account nhi hai to sabse phle aap gmail bna le.
Chaliye jante hai blog yani ki website kese bnaye?
Sabse phale aapko blogger.com per
Jana rahega.tab aapko email id or password pucha jayega vo entre karte hi ye page khulega jesa ki mera page niche
Dikh raha hai.
Ab aapko "New Blog" likha hoga vaha jana hoga usper jate hi aapko blog bnane ke liye ak chota form khulega jo ki
Niche btaye anusaar dekhega.uss form ko bharna shike..
Ab aapko puchi huyi jankari bharni hai aaye jane
1) Title- yaha apko apni Website ka naam dena hai
2) Address- ab aapko apne blog ka address dena hai jese mera bloghelp0.blogspot.com
Vese hi naam de.
3) Tamplet- Yaha aapko website ki desgin chunni hai
Itna hone per Save kar de.
Save karte hi aapka blog ban jayega.
Iske baad aapko ye page khulega jis per aapko aapke blog ki sab jankari millegi
Jab bi koi post share karni ho tab new post pe jaye.aage me aapko post kese kare ye shikayuga or payse kese kamaye jate hai blog se.
Kiya blog banane me pesa bhi lagta j
ReplyDeleteNhi..ye ak free Google tool hai
ReplyDeleteHello Maine ek website banaya hu
ReplyDeleteJo yahu.com par khulta hi nahi hai
Aur google par kholane ke liye pura ka pura website likhna parts hai aise kyo uska naam hai allthinginhindi. Blogspot.com
Agar Maine only allthinginhindi likha to nahi khulga
Aur yahoo.com par to pura website likhne par bhi nahi khulega
Please tell me
ReplyDeleteVishal aap her ek post me meta description add karo or blog ko yahoo sitemap per submit kro tab search list me apka blog ayega
Deletebhai mujhe apna bloggger account band karna hai lekin wo google search senhi hat rha hai kaise hatay
ReplyDeleteap blogger dashboard me setting-other pe click kar ke delete blog per Jaye...apka blog kuch dino me delete ho jayega or baad google pe show nhi hoga
Delete